Duration 57:18

122-Qur'an Class : Surat Al-Aaraaf (Ayat No. 115 to 137) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

Published 14 Jul 2022

00:00 || Khutbah Aur Durood !! 02:22 || Introduction !! 02:42 || Ayat 113: " Aur woh jadoogar firaon kay pass hazir huye kehney lagay kay agar hum ghalib..." 05:23 || Ayat 114: " Firaon ney kaha kay haan aur tum muqarrab logon mein shamil hojao gay. 06:20 || Ayat 115: " Unn saahiron ney araz kiya aey musa! Khuwa aap daaliye aur ya hum hi..." 06:58 || Ayat 116: " (musa alh-e-salam) ney farmaya kay tum hi dalo pur jab unhon ney dala to..." 11:06 || Ayat 117: " Aur hum ney (alh-e-salam) ko hukum diya kay apna asa daal dijiye! So asa..." 15:45 || Ayat 118: " Pus haq zahir hogaya aur unhon ney jo kuch banaya tha sab jata raah. 15:56 || Ayat 119: " Pus woh log uss moqay per haar gaye aur khoob zaleel hoker phiray. 16:20 || Ayat 120: " Aur woh jo saahir thay sajday mein gir gaye. 16:38 || Ayat 121: " Kehney lagay hum eman laye rabbul aalameen per. 16:48 || Ayat 122: " Jo musa aur haroon ka bhi rab hai. 16:55 || Ayat 123: " Firaon kehney laga tum musa per eman laye hobaghair iss kay kay mein tum..." 21:12 || Ayat 124: " Mein tumharay aik taraf kay haath aur doosri taraf kay paon kaaton ga. Phir..." 22:52 || Ayat 125: " Unhon ney jawab diya kay hum (marr ker) apney maalik hi kay pass jayen..." 24:03 || Ayat 126: " Aur tu ney hum mein konsa aib dekha hai ba-juz isskay kay hum..." 26:06 || Ayat 127: " Aur qom-e-fiaon kay sardaron ney kaha kay kiya aap musa (alh-e-salam) aur unn ki..." 30:22 || Ayat 128: " Musa (alh-e-salam) ney apni qom say farmaya Allah Taalaa ka sahara hasil kero aur..." 32:24 || Ayat 129: " Qom kay log kehney lagay kay hum to hamesha museebat hi mein rahey aap..." 35:23 || Ayat 130: " Aur hum ney firaon walon ko mubtila kiya qehat saali mein aur phalon ki..." 37:25 || Ayat 131: " So jab inn per khushali aajati to kehtay kay yeh to humaray liye hona..." 38:27 || Ayat 132: " Aur yun kehtay kaisi hi baat humaray samney lao kay inn kay zariye say..." 40:21 || Ayat 133: " Phir hum ney unn per toofan bheja aur tiddiyan aur ghun ka keera aur..." 43:02 || Ayat 134: " Aur jab unn per koi azab waqey hota to yun kehtay kay aey musa!..." 46:12 || Ayat 135: " Phir jab unn sya iss azab ko aik khaas waqt tak kay uss tak..." 46:40 || Ayat 136: " Phir hum ney unn say badla liya yani unn ko darya mein gharq ker..." 50:10 || Ayat 137: " Aur hum ney unn logon ko jo kay bilkul kamzor shumat kiye jatay thay..." #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Category

Show more

Comments - 101